Posts

Showing posts from June, 2011

Kahin phool dhoop ke chawo me hare riban se bandha hua

Image
Kahin phool dhoop ke chawo me hare riban se bandha hua, Woh ghazal ka lahza naya naya na kaha hua na suna hua, Jise udha ke legayi hawa woh warakh tha dil ke kitaab ka, Kain khoone dil se likha hua kahin aansoow se mita hua Kai meel reat ko kaat kar koi moj phool khiia gayi Koi ped pyaas se mar raha nadi ke pas khada hua Wahi khat ke jis pe jagah jagah do mahakte honton ke chand they Kisi bhule bisre se taaq par tahe gard hoga daba hua Mujhe haadson ne saja saja ke bahut haseen bana diya Mira dil bhi jaise duIhan ka haath ho menhdiyon se racha hua Wahi shehr hai wahi raaste wahi ghar hai aur wahi Iaan bhi Magar us dareeche se punchna “Yodarakht anaar ka kya hua Mere saath jugnu hain hamsafar magar is sharar ki bisaat kya Ye chiragh koi chiragh hai na jaia hua na bujha hua

Dil hai keya cheez hum rooh me utre hote

Dil hai keya cheez hum rooh me utre hote, Tum ne chaha hi nahi chahne walo ke tarah

Aap ko MISS karna meri HOBBY

Aap ko MISS karna meri HOBBY, Aapka khayal rakhna meri JOB, Aap ko khush rakhna mera sapna, Aapke liye DUA karna meri DUTY Aur aapko tang karna mera Farz

Perwah karne wale aksar rula jate hain.

Perwah karne wale aksar rula jate hain. Apna keh kar paraya kar jate hain. Wafa jitni bhi karo koi fark nahi, "Mujhe mat chodna" kar kar khud chood jate hain.

Badal bhi ho ghata bhi ho, barish na keya fayda?

Badal bhi ho ghata bhi ho, barish na keya fayda? Dost bhi wafa bhi ho, Naraaz ho to keya fayda? SMS bhi ho zabardast bhi ho, Reply na ho to kaya fayda?

Samjha do apni yaadon ko wo bin bulaye pas aaya karti hain

Samjha do apni yaadon ko wo bin bulaye pas aaya karti hain, Aap door rahkar sataate ho, woh paas akar rulaya karti hain

Tere Khyal ke rangeeniyo me gum ho kar

Tere Khyal ke rangeeniyo me gum ho kar, Khiza me dekhte hain khowab baharon ka 

Is tarah dil me samaoge malom na tha

Is tarah dil me samaoge malom na tha, Is tarah dil ko tadpaoge malom na tha. Socha tha door hunge yaa na ayegi, Magar is kadar yaad aooge maloom na tha

Bhige mausam ki khushbu in hawao me ho

Bhige mausam ki khushbu in hawao me ho, Apki dosti ka ehsas fizawo me ho. Yun sada rahe apke chehre pe mushkurahat, Khuda kare itna asar meri duawo me ho.

Sukune- e-dil ke liye raht-e-jigar ke liye

Sukune- e-dil ke liye raht-e-jigar ke liye, Tera khayal he kafi hai umer bhar key liye

Mane koi suraj koi tara nahi dekha

Yeh ghazal ek Nabeen (blind) ladki ke baare me hai jisne kabhi zindagi me roshni nahi dekhi aur woh kudrat se shikaya kar rahi hai Ghazal: Mane koi suraj koi tara nahi dekha, Kis rang ka hota hai ujala nahi dekha, Maa meri mjhe mele me lakar to gai, Per mujhko shikayat hai mela nahi dekha, Mujhko sawarne ka bahut showk tha sabnam, Per mane kabhi aine me chehra nahi dekha.

Ye dost door hokar bhi dil ke kareeb rahoge

Ye dost door hokar bhi dil ke kareeb rahoge, Meri har har khushi me shareek rahoge. Mil jaye mujhe chahe sari kaynaat lekin, Aap phir bhi sab se azeez rahoge.

Jab bhi milti ho to ankhon ko chora leti ho

Jab bhi milti ho to ankhon ko chora leti ho. Mujhse nafrat hai to phir khowab me aati kew ho. Jab bhi milti ho to ankhon ko chora leti ho. Sukr hai kam se kam phchan to leti ho

Achi hai yaad apki accha hai naam apka

Achi hai yaad apki acha hai naam apka, Aye door rahne wale kaisa hai haal apka. Dil me apki yaad hai aur honton pe hai naam apka, Dil me rehnewale dost apko salam mera.