Yeh ghazal ek Nabeen (blind) ladki ke baare me hai jisne kabhi zindagi me roshni nahi dekhi aur woh kudrat se shikaya kar rahi hai Ghazal: Mane koi suraj koi tara nahi dekha, Kis rang ka hota hai ujala nahi dekha, Maa meri mjhe mele me lakar to gai, Per mujhko shikayat hai mela nahi dekha, Mujhko sawarne ka bahut showk tha sabnam, Per mane kabhi aine me chehra nahi dekha.
Comments