Posts

Showing posts from September, 2008

Shayri

Shayri 1. Tum ne chaha hi nahi halaat badal sakte the Mere ansoo teri ankhon se nikal sakte the Tum to thahre rahe jheel ke trah Daria bante to bahut door nikal sakte the. 2. Keya kaha phir se kaho dewana mujhe Aa tere lab choom lon tune pahchana mujhe Nneak samjha bad ne bad jana mujhe Jme jitna jarf tha usne utana pahchana mujhe

Manzil

1. Manzil pe mujhko dekh kar haran hin mere doost lekin kisi ne pawn ke chale nahi dekhe. 2. Paana hi manzilen to tanha chale chalo Raaste me loot lete hin rahbar kabhi kabhi 3. Manzil to khoshnashiboo me taqseem ho chuki Kuch khosh khyaal abhi tak safar me hain. 4. Har meel ke pathar pe likh do ye ibarat bhi Manzil nahi milti hi napaak iradon se.

Bidaai

1. Ankho se door magar dil se kahan jaooge, Jane wale tu mujhe yaad bahut aaoge. Jaate jaate ek nazar dekh le yunhi mud kar, Kal is shaher ko verana kaha jayeega. 2. kitna ajeeb lagta hi sawan tere bagair, Sahra dikhai deta hi gulshan tere bagair.

Hussn

1. Tum ko likhna soron main kahan se karo, Ada se karon ya haya se karon, Tum ho itni hasin mere bas me nahi, Teri tareef apni zaban se karoo.